Abhijeet Abhijeet - Kabhi Sharmaake Kabhi Muskuraake

muskuraake dekhe jo hamein khidaki se
kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se
kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se

uska nasha toh aaisa chadha
din raat ab khumaar mein din rahe duba duba
itni woh paas aa jaaye kaash usko yeh ham bata sake
tum ho hamari mehbooba
kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se
kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se

kitni dafa toh khat bhi likha
socha usse batayen ham dil mein kya hain hamare
lekin kahi woh bhadke nahi jab yeh khayal aaya
khat jala diye saare